Bhaley Dinoon ki baat hai, Bhali C aik Shakal thi
Na ye ky Husaan Taam ho, na Dikhney m aam C
Na ye ky wo Chaley tu, Kehkashan c Raah guzaar lagey
Magr wo sath ho tu phr, Bhala Bhala safaar lagey
Koey bhi Rut ho uski Chub, Fizaa ka Rung Roop thi
Wo Garmioun ki Chaooun thi, wo Sardiooun ki Dhoop thi
Na Mudatoon Juda rahey, Na sath Subha O Sham ho
Na Rishta Wafa pe Zid, na ye ky Azun aam ho
Na esi khush Labasiaan, ky Sadgi Gila karey
Na itni be Takulfi, key aeyna Haya karey
Na Ehtiyat main wo Rum ky bud Maza ho Khuwahisheen
Na is Qadar Sapurdagi key Zich kreyn Nawazisheen
Na ashqi Jinoon ki ky zindagi Azaab ho
Na is qadaar Kithoorpun, ky Dosti kharab hoo
Kabhi tu baat bi Khafi, kabhi Sakoot bi Sukhaan
Kabhi tu Kusht E Zafraan, kabhi Udasioun ka bin
Suna hai aik umer hai, Mamlat dil ki bhi
Wisaal E Jaan Fiza tu kia, Firaaq jaan gusaal ki bhi

So aik Rooz kia howa, Wafa pe behaas Chiir gaey
Me ishq ko Amaar kahoon, wo meri Zid cy Chiir gaey
Main ishq ka Aseer tha, wo ishq ko Hafaas kahey
Ky Umaar bhaar ky sath ko, wo Badtaraz hawas kahey
Shajar Bajar nahi key hum hamesha Paaba E Gul raheyn
Na dhoor haan ky Rasiyaan galey m Mustakil raheyn
Muhabatoon ki Woosatien hmarey Dust o Paah m hien
Bus aik daar cy Nisbatien, Sugaan Be–wafaa main haan
Main koey Painting nahi key ek Frame main rahoon
Wohe jo maan ka Mayaat ho usi ky Preem m rahoon
Tmhari sooch jo bi ho, main is Mazaah ki nahi
Mujhey wafa cy Bair hai, ye baat aaj ki nahi
Na us ko mujh pe Maan tha, na mjy ko us pe Zum hi
Jun Ehaad hi koey na ho to kiya Gham E Shagustaagi
So apna apna Rasta hansi khushi Badal liya
Wo apni Raah chal pari, me apni Raah chal diya
Bhali c uski Shakal thi, bhali c us ki Dosti
Ub us ki yaad Raat diin nahi , magar kabhi kabhi