+92 307 41 51 71 8 vuassassins@gmail.com
Maat baat kro tum Hijaar ki ub
Kaab uska mera Sath hai
 
Wo Rooth ky phr Maan Jana uska
Saab gaey Waqtoon ki baat hai
 
Kiya krna Manzil paa kr mujhey
Kaab hath m uska hath hai
 
Kyun Udaas hai ey Dil Jashan mana
Ye gham bi us ki Sooghaat hai
 
Kaar Sitam daar Sitaam, dekhna hai mjhey
Is Ishq mein kitni baat hai
 
Paas kyun na Loota doun, sub kuch apna
Jaab haar Mazii hi maat hai
 
Kyun Fikaar kroon ub kaal ki main
Jaab Zindagi, Andheri Raat hai

SPIN TO WIN!

  • Try your lucky to get discount coupon
  • 1 spin per email
  • No cheating
Try Your Lucky
Never
Remind later
No thanks