Surkh(Red) Gulaab(Rose) ki Patiooun(Leaves) ko dheery dheery Shakh(Stem) cy Allaag(Separate) krty hoey wo apni hi Duniya(World) m Magaan thi. Dewaar(wall) cy tick gaey, Safeed(White) Silk pishoo is m malboos wo na janey kitni hi dair cy apni Jagah Bethi Zameen(Earth) ko tuck(watch) rahey thi. Ankheen(Eyes) dekho tu lagta tha, Barsoon ki Jagi hoo— Chehraay(Faces) cy bi esi Shadeed thaakun(tired) aiyan thi ky maloom hota Sadiooun ka koey Joog pala ho_ Ya phr jis tarah kesi Malaah ko Tamaam Kashtiyaan(boats) jala(burn) kr apni Akhri Imanaat Soonpaney ki dair ho, wo bhi apni Zindagi(life) kesi Jhoonkey m khooo Deney ki Muntazir(wait) ho.
Tum yahan bethi kia kr rhy ho? Main kaab cy dekhta hoon tum apni Jaagah cy nahi hili(move). Kis baat ka ghum hai tumhein, kis muraad ko Dil(heart) m liey paali ho?
Mjhey kyun koey Gham hoo ga BABA. Khushi Ghami cy apney Rishtey tu m tooor aey houn. Ye bi bhala koey maeni(meaning) rakhty haan?
Betey(daughter) phr tum yahan Kabrastaan mein kia leney ati hoo, Murdoon cy dil laganey paar konsa inheen Zindagi(life) mil jaty hai? Zindagi tu zindoon(live) cy milti hai. Leen deen cy, taulukaat cy, Jism or Rooh ko joor leney cy.
Baba Rooh ko joorna hi tu chahti hooun, paar mujhey sakoon nahi milta. Jis ka Wajood Bunjara ho usey kaheen Phool raas nahi atey.
Wajood Zameen(Earth) hai betey(daughter). Zameen kabhi baanjh(infertility) nahi hoti, Dua saab kuch badal(change) deti hai Zaat or Wajood m Dua(pray) hi PIYAMBAAR Bani hoti hai. Kiya tumhein Zaat ki talash nahi?
GULAAB ka ARQ iski Ungliooun(fingers) ko lal(red) kr rha tha, ya phr koey kanta Chubha tha.

Admin please mention Writer name as well