+92 307 41 51 71 8 vuassassins@gmail.com
Tha kitna Maan mujhey us paar, Biyaan m kr nahi skta
Main us ki Be-Wafaey ka, kabhi Zakham bhaar nahi skta
 
Jo krna tha, mujey Tanha, kiey Wadey kyun phr mujh cy
Mohabaat ka Ehaad m ub, kesi cy kr nahi skta
 
Sitam dar Sitam kitney hi, us ne Dhaey haan mujh paar
Pahaar in Dukhoon ka tu, ub main Saar nahi kr skta
 
Barsha baars rahey haan, Faqaat Hijaar ki ky silsaley
Kesi ky Door janey cy bhi, ub tu Daar nahi lgta
 
Zindagi Manganey paar bhi, kaheen cy nahi milti
Us paar ye sitam ky, Sakoon cy Maar nahi sktaa.

SPIN TO WIN!

  • Try your lucky to get discount coupon
  • 1 spin per email
  • No cheating
Try Your Lucky
Never
Remind later
No thanks